DAILY SDI DARS


{1}RAASTE PAR BAITHNE
ka HAQ yeh hai ki
BHALAAI ka HUQM
karo aur BURE
KAAMON se MANA karo
[BUKHARI:2465]

{2}DUA MOMEEN ka HATHIYAR
hai DIN ka SUTOON hai
aur AASMAN wa ZAMEEN
ka NOOR hai.SDI
[TAFSIRE NAEEMI]

{3}DUA QUBOOL hoti hai
SHART yeh hai ki vah
JALDI NAA kare aur
yun NAA kahe ki MAINE
DUA MAANGI thi wah
QUBOOL NAA hue.
[TAFSIRE NAEEMI]

{4}DUA ke SIWA koi CHEEZ
kazaa(TAQDIR KE FAISALE)
ko RADD NAHI kar sakti
[TASIRE NAEEMI]

{5}KHUD ko un GUNAAHO
se bhi BACHAANE ki
KOSHISH karo jinko
CHHOTA aur MAAMULI
SAMJHA JAATA hai.
[IBNE MAAJA:4243]

Comments

Popular posts from this blog

DUA-E-ASHURA

IMAM AHMED RAZA AS THE MUJADDID OF THE 14TH CENTURY