KHAANE PEENE KE ADAAB W SUNNAT


BEHTAREEN KHUSHBU:HUZUR SALLALAHU ALAIHI WA SALLAM ne KASTURI ko BEHTAREEN KHUSHBU KARAAR diya hai.ek BUZURG ka QAUL hai ki KASTURI ki KHUSHBU ISTEMAAL karna, ROZAANA GUSL karnaa aur SABZE (HARIYAALI) ko dekhnaa SUKOON BAKHSH hai.
[ADAABE SUNNAT]

KHUSBOO kaa TOHFAA LENE ki TAALIM:HUZUR SALLALAHU ALAIHI WA SALLAM ne KHUSHBOO ka TOHFAA HAMESHAA KUBOOL kiya hai isliye DUSARON ko KHUSHBOO KA TOHFAA DENAA SUNNAT hai.[ADAABE SUNNAT]

HADEES SHARIF:HUZUR SALLALAHU ALAIHI WA SALLAM ki KHIDMATE PAAK mein KHSHBOO PESH KARTAA to AAP usko WAAPAS NAA LAUTAATE.(NASAI SHARIF)

SURMAA LAGAANAA:-SURMAA AANKH ki KHUBSURATI aur NAZAR KE BADHAANE ka ZARIYAA hai SURMAA LAGAANA HUZUR SALLALAHU ALAIHI WA SALLAM ki SUNNAT hai.taank baar lagaana zyaada behtar hai KYUNKI HUZUR SALLALAHU ALAIHI WA SALLAM TAANK BAAR SURMAA LAGAAYAA karte the.HUZUR SALLALAHU ALAIHI WA SALLAM sote waqt 3-3 SALAAIYAA DAAYE aur BAAYE AANKH mein SURME ki LAGAAYA karte the.lihaaza har MUSALMAAN ko CHAHIYE KI WAH SONE SE PAHALE HUZUR SALLALAHU ALAIHI WA SALLAM ki SUNNAT PAR AMAL kare
[ADAABE SUNNAT]

HADEES SHARIF:-HUZUR SALLALAHU ALAIHI WA SALLAM ke paas SURMEDAANI HOTI JISAME RAAT mein ROZAANA 3-SALAAI IS AANKH mein aur 3-SALAAI DUSARI AANKH mein lagaaya karte.
[TIRMIZI SHARIF]

Popular posts from this blog

DUA-E-ASHURA

IMAM AHMED RAZA AS THE MUJADDID OF THE 14TH CENTURY