QURAAN MAJEED PADHANE KE FAZAAIL


QURAAN MAJEED PADHANE aur PADHANE ke BAHUT FAZAAIL hai.
ye ALLAH TAALA ka KALAAM hai is par ISLAM aur AHKAAM
ka MADAAR hai.QURAAN ki TILAAWAT karna ismein TADBBUR
AADMI ko KHUDAA tak PAHUNCHATA hai.

HADEES NO.1:-SAHI BUKHARI mein HAZARATE USMAAN GANI
RADIYALLAHU TAALA ANHU se MARAVI ki RASOOLULLAH
SALLAHU ALAIHI WA SALLAM ne FARMAYA TUM mein
BEHTAR WAH SHAKHS hai jo QURAAN SIKHE aur SIKHAAYE.

HADEES NO.2:-JO SHAKHS ALLAH TAALA ke liye YAASIN
PADHEGAA USAKE AGALE GUNAAHON ki MAGFIRAT ho jayegi
lihaaza usko APANE MURDON ke paas padhon.[BAIHIQI]

HADEES NO.3:-HAR CHEEZ KE LIYE DIL hai aur QURAAN
ka DIL YASEEN hai jisane YAASIN PADHI DAS MARTABA
QURAAN PADHNA ALLAH uske liye likhega.

Popular posts from this blog

DUA-E-ASHURA

IMAM AHMED RAZA AS THE MUJADDID OF THE 14TH CENTURY